" Rah gaya ahbaab ka naam b-naam shukriya to is silsilay main hamaaray moatbar dost aur dereena Shair Janab Raunaq Musawwar nay apnay Majmua Kalaam " BAAZYAFT' main lag bhag 300 logon ka shukriya adaa kar kay ham sab ki taraf say ye kuffara ada kar diya hai. Aaj tak mashkoor logon ki itni mufassil , mukammal aur mohmal Fahrist kisi aur kitaab main dekhnay ka itifaaq Nahin Hua. "
MASHOOD JAMAL " NAAM MAIN KYA RAKHA HAI " SAY
No comments:
Post a Comment